Skip to main content

AI Image: Barish ho rahi thi. Ek gareeb ladka apni mohabbat ke saath khada tha. Uske paas na paisa tha, na bad

Back to Gallery
Barish ho rahi thi. Ek gareeb ladka apni mohabbat ke saath khada tha. Uske paas
Image
luma-photon
1024 x 1024

Prompt

Barish ho rahi thi. Ek gareeb ladka apni mohabbat ke saath khada tha. Uske paas na paisa tha, na bada ghar, bas ek sachcha dil tha. Ladki ne ek ameer aadmi ka haath thaam liya aur chali gayi. Jaate waqt ladke ne muskurakar kaha, "Khush rehna..." Saalon baad, ladki wapas usi jagah aayi. Barish phir ho rahi thi. Usne suna ki woh ladka ab is duniya mein nahi raha. Uski jeb se ek purana kagaz mila, jisme likha tha: "Main gareeb zaroor tha, par usse itna pyaar karta tha ki apni poori zindagi uske naam kar di." Barish tez ho gayi, aur ladki ki aankhon se aansu behne lage. Lekin is baar maafi maangne ke liye woh ladka wahan nahi tha. 💔🥀, shot on modular 8K digital cinema camera, standard prime lens, 35mm standard natural perspective, f/1.4 shallow depth of field, creamy bokeh, professional cinematography, ultra-detailed, 8K resolution, film grain, cinematic color grading

Created June 16, 2026

Create Your Own Version

Use this prompt as inspiration or remix it into something new.

Back to Gallery